40 Hadith in Urdu Images - 40 Hadees PDF

Are you looking for 40 hadith in Urdu? We have provided short 40 hadees with Urdu translation on this page. There are hadith HD images to learn easy 40 hadees and share with friends on social media. we have designed HD images with hadees in Urdu text and made a pdf file for reading on your phones offline. You can free download 40 hadees pdf from the link at the end of the post. 

Muslims seek help from the Qur'an and Hadith to guide them in every aspect of life. Indeed, there are thousands of pearls of wisdom hidden in every blessed hadith of Hazrat Muhammad (SAW). Here we have mentioned 40 hadiths in Urdu and Roman English, these hadiths are short and easy to understand. These 40 Hadiths are taught in the early years of Dars Nizami.


40 Hadith in Urdu and Roman English


1. Saray Amal niyat say hain.

40 Hadith in Urdu Images
40 Hadith in Urdu Images

2. Muslman ka Muslman par panch haq hain. 
1. Salam ka Jawab dena
2  Mariz ki Iyadat karna.
3. Janazay kay sath jana.
4. Us ki dawat qabol karna.
5. chink ka jawab dena. 

40 Hadith in Urdu Images
40 Hadith in roman English


3. Allah Ta'ala us shakhs par kabhi rehm nhi karta jo logon par rehm na kare. 

40 Hadith in Urdu Images
40 Hadith in roman English Images
4. Chugal khor jannat me na jayga. 

40 Hadith in Urdu Images
hadith images in Urdu


5. Rishta qata karnay wala jannat me na jayga.

40 Hadith in Urdu Images
hadees images in Urdu


6. Zulm qiyamat kay roz andharon ki sorat me hoga. 

Urdu hadees images download
Urdu hadees images download


7. Takhnon ka jo hisa pajama kay nichay rahe ga wo jahanum me jyga. 
short hadees with Urdu translation
hadees images in English Urdu


8. Muslman to wahi hay jis ki zaban aur hath ki aiza say muslman mahfooz rahay. 

short hadees with Urdu translation
40 hadees images


9. Jo shakhs naram adat say mahroom wo sari bhalai say mahrom raha.

best hadees in Urdu
best hadees in Urdu


10. Pehlwan wo shakhs nhi jo logon ko bechar de pehlwan wahi shahks jo gussa kay waqt apnay nafs par qabo rakhe.

Islamic hadees images in Urdu


11. Jab tum haya na karo to phir jo chahay karo. 
short hadees with Urdu translation
Urdu hadees images download


12. Allah kay nazdek sab amlon me wo ziada mahbob amal hay jo daime ho agar cheh thora ho. 
short hadees with Urdu translation
hadees images in English Urdu


13. Us Ghar me Rahmat kay farishtay nhi aatay jis me kutta ya tasveer hon. 
40 hadees  with Urdu translation pdf download
hadees pictures


14. Tum me se wo shakhs meray nazdek ziada mahbob hay jo ziada khaleeq hai. 
40 hadees  with Urdu translation pdf download
Hadith Pics


15. Dunya Musselman kayliay qaid khan aur kafir kayliay jannat. 
40 hadees  with Urdu translation pdf download
hadees images


16. Muslman kayliay halal nhi ke teen din se Ziada apnay muslman bhai say qata ta'aluq rakhay. 
short hadees with Urdu translation
hadees images in English Urdu


17. Insan ko aik he surakh se do martaba nhi dasa ja sakta. 
short hadees with Urdu translation
hadees images in Urdu


18. Haqeeqi ghina dil ka ghina hota hai.
short hadees with Urdu translation
Urdu hadees images download


19. Dunya me ayse raho jaise koi musafir ya rah guzar rehta hai. 
Islamic hadees images in Urdu
20. Insan kay jhota honay kayliay itna he kafi hai ke jo baat sunay bagher tahqeq kay logon se biaan karna shuru kar de. 
40 shades in Urdu SMS
40 Hadees Pictures


21. Admi ka chacha us kay baap ki manid hai. 
40 shades in Urdu SMS
Urdu hadees Images download


22. Jo kisi muslman kay ayeb chupay ga, Allah ta,alla qiyamat kay roz us kay ayeb chupay ga. 
hades Mubarak in Urdu
hades Mubarak in Urdu


23. Wo shakhs kamyab hai jo islam laya aur jis ko baqadar kifayat rizq mil gia aur Allah Ta'ala ne us ko apni rozi par qinayat dedi. 
40 shades in Urdu text


24. Sab se sakht azab me qiyamat kay roz tasveer bananay walay hongay. 
40 shades in Urdu text
hadees mubarak in urdu bukhari sharif


25. Muslman muslman ka bhai hai. 
hadees Mubarak with Urdu translation
hadees Mubarak with Urdu translation


26. koi banda us waqt tak pora muslman nhi ho sakta jab tak apnay bhai kayliay wohi pasand na karay jo apnay liay pasand karta hai. 
short hadees in Urdu
short hadees in Urdu


27. Wo shakhs jannat me na jayga jis ka parosi us iza say mahfoz na rahay. 
40 Hadith in Urdu Images
urdu hadees images download


28. Apas me qata taaluq na karo aur aik dosray kay darpay na ho aur apas me bughz na rakho aur hasad na rakho. aur ay Allah kay banday apas me bhai ban ke raho. 
40 Hadith in Urdu Images
hadees images in Urdu


29. Islam un tamam gunahon ko dha deta hai jo pehlay kiay thay aur hijrat aur hajj un tamam gunahon ko dha detay hain jo is se pehlay kiay thay. 
40 Hadith in Urdu Images
short hadees in Urdu


30. Kabira gunah Allah ta'alla kay sath kisi ko sharek thehrana aur wale dain ki na farmani karna aur kisi ko begunah qatal karna aur jhoti shahadat dena hai. 
40 Hadith in Urdu Images
short hadees in Urdu


31. Jo shakhs kisi muslman ki dunyavi musibat se churay Allah Ta'ala us ko qiyamat ki musibaton se churaa dega. Jo shakhs kisi muslman ki parda poshi kare ga Allah ta'ala us ki parda poshi kare ga. 
hadees images in Urdu


32. Har aik bidat gumrahi hai. 
40 Hadith in Urdu Images
islamic hadees images in urdu


33. Pak rehna aadha eman hai. 
40 Hadith in Urdu Images
short hadees in urdu


34. Allah ke nazdek sab se mahboob jaga masjaden hai.
40 Hadith in Urdu Images
hadees images in urdu


35. Qabron ko sajda gah na banao.
hadees e nabvi in urdu images
hadees e nabvi in urdu images


36. Namaz me apni safon ko sedha karo warna Allah ta,aala tumhare qalob me ikhtilaf dal dega. 
40 Hadith in Urdu Images
40 Hadees PDF Download


37. Jo mujh par aik martaba darood bhejta hai, Allah ta'aala us par das martaba rahmat bhejta hai.  
40 Hadith in Urdu Images
urdu hadees images download


38. Sab amal itebar khatma par hai.
40 Hadith in Urdu Images
40 Hadith in Urdu Images


39. Main Akhri Peghamber Hon Meray  Baad Koi Nbi Nhi Ayga.
40 Hadith in Urdu Images


40. Allah Ta'ala kay Nazdek Saabse Ziada Mabghoz Jhagralo Aadmi hai.
40 Hadith in Urdu Images

Credit: Urdu Designer



Related Posts

Post a Comment

;